Neela Aasmaan So Gaya - Male Testo

Testo Neela Aasmaan So Gaya - Male

Neela aasmaan so gaya -2La ra la ra la, la la la la
La ra la ra la, la la ra la ho
Neela aasmaan so gaya
O ho, ons barse raat bheege honth tharraaye
Dhadkane kuchh kehna chaahe keh nahin paaye
Hawa ka geet madhyam hai -2
Samay ki chaal bhi kam hai
Neela aasmaan so gaya -2
O, meri baahon mein sharmate lajaate aise tum aaye
Ki jaise baadlon mein chaand dheere dheere aa jaaye
Yeh tanhaayi yeh main aur tum -2
Zameen bhi ho gayi gumsum
Neela aasmaan so gaya -2
La ra la ra la, la la ra la
La ra la ra la, la la ra la ho
Neela aasmaan so gaya
Artisti per lettera
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9
Privacy Policy
Privacy & Cookie Policy