Pyaar Aaya Testo

Testo Pyaar Aaya

-MALE--
Aankh meri hai husn tera hai
Tujhko dekhoon main haqi mera hai
--FEMALE--
Aankhon mein suroor hai, baaton mein guroor hai
Chhalke chhalke chhalke
Bindiya meri bindiya le gayi teri nindiya
Chamke chamke chamke
Chain khoya tumko paaya
--MALE--
Pyaar aaya pyaar aaya saj-dhajke mera yaar aaya - 2

O ho o ho, hey yea hey hey
Main hoon deewaana pyaar ka maara
Jaan bhi de doon kar tu ishaara
--FEMALE--
Dil se hai dil ka sauda hamaara
Jaane kyoon maange tumse hum yaara
Zindagi yeh aashiqui hai
Aashiqui ki to yeh qaraar paaya
--MALE--
Pyaar aaya pyaar aaya saj-dhajke mera yaar aaya - 2
Hum hai manmauji, mauj karte hai
Ishq ke vaade roz karte hai, oye oye oye
--FEMALE--
Roz hote hain tere hi charchein
Roz jeete hai, roz marte hai
Har taraf tu rubaru hai
Saamne tu hi baar baar aaya
--MALE--
Pyaar aaya pyaar aaya saj-dhajke mera yaar aaya - 2
--FEMALE--
Aankhon mein suroor hai, baaton mein guroor hai
Chhalke chhalke chhalke
Bindiya meri bindiya le gayi teri nindiya
Chamke chamke chamke
Chain khoya tumko paaya
--MALE--
Pyaar aaya pyaar aaya saj-dhajke mera yaar aaya - 4
Artisti per lettera
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9
Privacy Policy
Privacy & Cookie Policy