Aa Hamsafar Pyar Ki Sej Par Testo

Testo Aa Hamsafar Pyar Ki Sej Par

lata:
aa aa aa
kishore:
aa hamsafar pyaar ki sej par
kuchh kahen, kuchh sunen
jaag ke raat bhar hamasafar
lata:
aa hamsafar pyaar kii sej par
kuchh kahen, kuchh sunen
jaag ke raat bhar aa hamasafar
lata:
itana pyaar tu sanam laya hai kahan se
kishore:
itna roop tu sanam lai hai jahaan se
lata:
main jo bhi hoon vo hai, tere pyaar kaa asar
kishore:
kahin lag na jaae tujh ko meri nazar
aa hamasafar pyaar ki sej par
lata:
kuchh kahen, kuchh sunen
jaag ke raat bhar aa aa aa
both: aa hamasafar
lata:
aao aaj milen kuchh to kho ke pa lein
kishore:
aao aaj lut ke kuchh to ham chura lein
lata:
kahoon kya main dil mein uth rahi hai kya lahar
kishore:
gale mujh se milke, ho jaa too bekhabar
lata:
aa hamasafar pyaar ki sej par
kishore:
kuchh kahen kuchh sunen
jaag ke raat bhar aa aa
lata:
aa hamasafar
kishore:
pyaar ki sej par
lata:
kuchh kahen
kishore:
kuchh sunen
both: jaag ke raat bhar
aa hamasafar
Artisti per lettera
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9
Privacy Policy
Privacy & Cookie Policy