Ab Toh Mere Khuda Testo

Testo Ab Toh Mere Khuda

ab toh mere khuda mujhe jalwa dikhaaiye apne namaaziyon ka kaha maan jaaiye
kuch keh rahi hain aap se seene ki dhadakanen
mera nahi to dil ka kaha maan jaaiye
apne namaaziyon ka kaha maan jaaiye
main jaanta hoon tu bada rahamat-navaaz hai
sab ke dilon pe raham ka jaadu jagaaiye
apne namaaziyon ka kaha maan jaaiye
muddat se tishnagi hai tumhaare jamaal ki
noor-e-kamaal se zara parda uthaaiye
apne namaaziyon ka kaha maan jaaiye
Artisti per lettera
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9
Privacy Policy
Privacy & Cookie Policy